≡ ▼
ABC Homeopathy Forum

 

The ABC Homeopathy Forum

thanks for help

Jis jis jagya Pe |P| Likha he us her jagha me dard rehta he takreeban har waqt kabhi khatam bhi ho jata he per feeling rehti he dard ki khas tor per left side pe or

Mouth Jaw:Jis Jagha Pe |N| Likha He us jagha pe dard bhi hota he or awaaz bhi aati he mou khalny band karny se kechhh kechh ki awaaz ati he dono side me awaaz or dard hota he

Jis jagha pe |Vl Likha He Us jagha pe jese sir k under kuch ghoom raha he

Throat:Jis Jagha Pe |T| Likha He us jagha me jasa kuch ghoom raha he galy k under

Jis jagha pe |B| Likha he us jagha pressure hota he Saans Nikaal ne say

|I| Kaan K under kharish hoti he awaaz aati hen teeeen teeen aaati hi rehti he 24hrs kaan k under jalan bhi hoti he dard bhi hota he

Neck garden Ko Ghoomany se awaaz bhi aati he or dard bhi hota he
Hamesha dard rehta he garden
Or awaazen aati hen garden se keecch keech ajeeb si gardan ko ghoomaney se aati hen

Kano me awaaz bhi aati he paani peene se or galy me soojun ho jese or zabaan me cheezenon kaa sahi se taste nahi or zubaan me jese soojun bhi hoti he woh 24hrs rehti he subha utnhe k baad jese ziyada soojan ho
Or Jese sir bara hogya he yaa phir under se soojan ho
Dard inthai hota he kaanon se leke mou k jabbrey tak sakoon bilkul bhi nahi hota neend bhi sakoon ki Nahi aati jagnhe k baad esa lagta he k soya bhi nahi tha

Mouth k neeche se dard hota he left and right side pe galy k neeche se
Kaan k dono side me bhi dard hota
Vertigo: Chalne Se Chaker aaty hen,,,,
,,,yan nasal mass overgrwoth ki wajha se bi ho sakta hai ?

(This post contains an image. To view the image, please log on.)

 
  ROUF1 on 2018-07-31
This is just a forum. Assume posts are not from medical professionals.

Post ReplyTo post a reply, you must first LOG ON or Register

 

Important
Information given in this forum is given by way of exchange of views only, and those views are not necessarily those of ABC Homeopathy. It is not to be treated as a medical diagnosis or prescription, and should not be used as a substitute for a consultation with a qualified homeopath or physician. It is possible that advice given here may be dangerous, and you should make your own checks that it is safe. If symptoms persist, seek professional medical attention. Bear in mind that even minor symptoms can be a sign of a more serious underlying condition, and a timely diagnosis by your doctor could save your life.