≡ ▼
ABC Homeopathy Forum

 

The ABC Homeopathy Forum

masturbaton

Assalamualaikum,,, Sir mujhe last 10 years se masturbation ki aadat ho gayi thi ,pehle main hath se karta tha , fir baad me dheer dheere bed pe lete huye left side karwat leker penis ko bistar pe ragadne se masturbation krne laga , filhaal vaise hi kar raha hun,,baar baar koshish karta hun par chod ni pata , bad-nazri bhi kaafi badhti ja rahi hai mujhme. abto agar koi ladki tight kapdo me dikh jaati h to masturbation ki haajat hone lagti hai,, zyada masturbation k wajah se ab jaldi hi sperm nikal jata h , 1 mint se zyada hold ni kr pata hun ,jaise hi khwahish hoti h aur agr krna shuru kr dun to 1-2 mint me hi sperm khaarij ho jata hai ,,aisa lagta h sperm b patlaa ho gaya hai,is aadat se meri eye sight b weak ho gayi h , aur memory loss b hua h , memorising power weak ho gayi h,,ab meri umar 25 saal ho chuki h ,,1 year baad in sha Allah meri shaadi ka waqt b aajayega ,,ab mai soch raha hun k shaadi k baad mai sexual relation me apni wife ko kaise satisfy kar paaounga , ye premature ejaculation ki wajah se mai 1 mint se zyada hold ni kar pa raha hun,,,koi aisi dawa batayie jisse mai apni khoi hui taaqat aur sperm ko ghaadha kar sakun aur sperm k jaldi khaarij hone pe controle haasil kar sakun,,,
 
  tabish khan on 2014-10-17
This is just a forum. Assume posts are not from medical professionals.
Khan sahab,

1. sab se paheli aur ahem baat apne dimag may achi tarah se samajh lijiye ke yeh sab taklif jo aap ne batlayi haye woh masturbation ki wajha se bilkul bhi nahi haye.
aap ko guilty mahesus karne ki bilkul bhi zarurat nahi haye.

2. Aage yeh baat bhi sahi haye ke aap ko is umar may is tarah ki khaish huna bilkul normal baat haye.
ab sawal yeh haye ke is ke saath kayese nipta (balke jiya) jaye?

3. To aap ko apna ek ayesa routine banana hoga jismay aap zyada se zyada dimagi aur jismani taor se masroof rahe aur itne thak jaye ke jab sone jaye to neend ki ilava koi bhi aur zaruri na ho.
4. Exercise karna aur kuch bhi khel kood may zarur hissa le takey dimag hamesha bata rahe.
Thora apne zameer may zaroor roz jhanke aur zindagi ka koi ek ayesa maksad banaye jis se na sirf aap ko balki aap ke apno ko bhi khooshi ka ahesas ho, aur us maksad ko hasil karne may apni puri taqat laga de.
5.ab aate haye ilaj per. din bhar may jab bhi peshab kare to beech may kuch wakt ke liye do teen baar rok rok kar kare jis se aap ke muscular system ko rokne ki aadat hane lagegi.
Raat ko sone jane se pahele peshab kar ke kamar se niche payero tak ka hissa achi tarah se thande paani se dho le aur sone chale jaye.
5. Davaiyee may aap roz sawere CHINA 30c 5 Pills le aur 12-00noon, 5-00PM aur bedtime per ACID PHOS 6c (5 Pills) teen baar le aur 10 din baad batlay.

Allah bhi usi ki madad karta haye jo khud apni madad karne ko razi hota haye.
May God Bless you!!!
 
daktersaab 9 years ago
,,,

aap bilkul theek keh rahe hain ,, ,
ye medicine kahan se mil sakti hain aur in medicine ka koi side effect to ni hai na ?,,aur kya koi special diet b leni hogi , q k maine suna h zyada masturbation se sperm patlaa ho jata hai ,
[message edited by tabish khan on Sat, 18 Oct 2014 03:51:28 BST]
 
tabish khan 9 years ago
ek taraf to aap kahe rahe haye ke aap thik kahe rahe haye aur dusri taraf logo ki baato may aajate ho.
khayer, davai aap ko kisi bhi homoeopathic shop se aasani se milegi. bhut common med haye.
 
daktersaab 9 years ago
Hastmaithun se aayi kamjori ka ilaj ke liye vedupay[dot]com pe jae
 
vedupay11 6 years ago
Dear Tabish,

Aap Vedupay11 ki baat par tawajjah na den aur daktersaab ke mashware par amal akren
 
HealthyWorld 6 years ago
Hi.
I have same issue but I am 30 years old .
May I use same medicines ? And here are in liquid form china3l and acid phos.

Thanks
 
Imran30 6 years ago
Dear Imran,

Please initiate a new thread.
 
HealthyWorld 6 years ago

Post ReplyTo post a reply, you must first LOG ON or Register

 

Important
Information given in this forum is given by way of exchange of views only, and those views are not necessarily those of ABC Homeopathy. It is not to be treated as a medical diagnosis or prescription, and should not be used as a substitute for a consultation with a qualified homeopath or physician. It is possible that advice given here may be dangerous, and you should make your own checks that it is safe. If symptoms persist, seek professional medical attention. Bear in mind that even minor symptoms can be a sign of a more serious underlying condition, and a timely diagnosis by your doctor could save your life.